Chale Jaise Hawayein
Verse 1
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan Jaaye Thithiliyaan Jaise Chaman Chaman Yoon Hi Ghumoon Main Bhi Magan Magan
Verse 2
Hey, Hey, Hey, Hey Hey, Hey...O O O O .... Hey Hey Oh..Oh...Ah...Haa....Aaaaaa
Verse 3
Main Deewani Dil Ki Rani Gham Se Anjaani Kab Darti Hoon Woh Karti Hoon Jo Hai Taani
Verse 4
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan
Verse 5
Waz Up? Say Wat?
Verse 6
Koi Rokhe Koi Aaye Jitna Bhi Mujhko Samjhaaye Maina Sunoongi Kabhi Apni Hi Dhun Main Rehti Hoon Main Pagli Hoon Main Ziddi Hoon Kehte Hai Yeh To Sabhi Koi Nahin Jaana Ke Armaan Kya Hai Mera
Verse 7
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan Jaaye Thithiliyaan Jaise Chaman Chaman Yoon Hi Ghumoon Main Bhi Magan Magan
Verse 8
Hey, Hey, Hey, Hey Hey Hey...O O O.O.... Hey Hey Oh..Oh...Ah...Haa....Aaaaaa
Verse 9
Main Deewani Dil Ki Rani Gham Se Anjaani Kab Darti Hoon Woh Karti Hoon Jo Hai Taani
Verse 10
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan
Verse 11
Aaye Hasina Yeh To Aaye Mujhko Dikhane Apni Adhaye Main Bhi Kuch Kam Nahin...Yeah Aankhon Mein Aankhen Jo Daalu Dil Na Churalu Hosh Churalu Koi Ho Kitna Haseen Mera Ho Gaya Woh Jo Ek Baar Mujhse Mila
Verse 12
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Kaise Parinde Gagan Gagan Jaaye Bhawaren Jaise Chaman Chaman Yoon Hi Ghumoon Main Bhi Magan Magan
Verse 13
Hey, Hey, Hey, Hey Hey Hey...O O O O.... Hey Hey Oh..Oh...Ah...Haa....Aaaaaa
Verse 14
Main Deewana Main Anjaana Gham Se Begaana Hoon Awaara Lekin Pyaara Sab Ne Maana
Verse 15
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan Jaaye Bhawaren Jaise Chaman Chaman Yoon Hi Ghumoon Main Bhi Magan Magan
Verse 16
Chale Jaise Hawayein Sanan Sanan Udhe Jaise Parinde Gagan Gagan