Ladka Yeh Kehta
Verse 1
k: husn kaa maaraa hooN, dil se beghaanaa hooN mastaanaa ajnabi hooN.., thoDaa saa deevaanaa hooN mahki havaoN ne mujhko bulaayaa hai, pariyoN ki nagri mein pardesi aayaa hai-ai-ai
Verse 2
(taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa) -2
Verse 3
laDkaa ye kahtaa hai laDki se, hoNToN pe dabi dabi hansi se aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa laDkaa ye kahtaa hai laDki se, hoNToN pe dabi dabi hansi se aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo laDkaa ye kahtaa hai laDki se chorus: la la la..
Verse 4
k: aap kaa saath to suhaanaa hai, baatoN mein meeThaa taraanaa hai taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa aap kaa saath to suhaanaa hai, baatoN mein meeThaa taraanaa hai dil ke kone mein biThaa lo jee, kitnaa akelaa deevaanaa hai laDkaa ye kahtaa hai laDki se, de do javaab mujhe jaldi se aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo laDkaa ye kahtaa hai laDki se
Verse 5
chorus: hoy hoy.., aa aa.., ya ya ya ya ya..
Verse 6
k: (kyuN Darti ho dil nahin toDooNgaa, main teraa saath nahin chhoDooNgaa) -2 mujhko kabhi aazmaa lo jee, tumse kabhi mooNh na moDooNgaa laDkaa ye kahtaa hai laDki se, iThlaati sharmaati sharmeeli se aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo laDkaa ye kahtaa hai laDki se chorus: la la la..