Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

U P Bihar Na Punjab Rajasthan

Script

Verse 1

(u.p. bihar na punjab rajasthan - 2 meri taal pe dewaana saara hindustan - 2) - 2

Verse 2

chanchal jawaani badi manchali hai dewaano mein mach gayi khalbali hai jaipur ki choli meri sheeshewaali saadi banaras ki chunari bhopali aankhon mein surma bareli ki jaan - 2 meri taal pe dewaana saara hindustan - 2

Verse 3

mujhko pukaare koyi dilbar jaani koyi kahe beautiful meri raani dewaane meri jawaani pe saare chaahat mein mere phire maare maare sabko lubhaati hai meri muskaan - 2 meri taal pe dewaana saara hindustan - 2