Pucho Na Yaar
Verse 1
Sonu: Pucho Na Yaar Kya Hua Unka Deedar Kya Hua Sapnay Mere Rang Laye, Haan Laye Usne Kaha Main Teri Hoon Jaana Pucho Na Yaar Kya Hua... Nitin: Ye Sabh Hua Kaise Sonu: Pizza Ka Le Ke Order Main Gaya Bangley Ke Andar Maine Ding Ding Bell Bajayee Phir Kya Hona Tha Aye Bhai Mere Pyaar Ki Khushboo Se Woh Kholney Darwaaza Aaye Lad Gayee Ye Dono Aankhein Thodi Sharmayee Muskayee Uske Seene Mein Bhi Dhak Dhak Mere Seene Mein Bhi Dhak Dhak Uske Seene Mein Bhi Dhak Dhak Mere Seene Mein Bhi Dhak Dhak Chorus: Phir Kya Hua, Phir Kya Hua Phir Kya Hua, Phir Kya Hua Nitin: Bol Na Yaar Sonu: Pucho Na Yaar Kya Hua Unka Deedar Kya Hua Sapnay Mere Rang Laye, Haan Laye Usne Kaha Main Teri Hoon Jaana Pucho Na Yaar Kya Hua... Nitin: Kya Purane Record Ki Tarhan Atak Raha Hai Yaar, Tera Hamesha Ka Yehi Locha Hai Interest Mein Laata Hai Aur Atka Deta Hai Oye Saala, Tere Ko Boloon Ga Apne Ko Kitna Khushi Hota Hai, Aagey Bol Sonu: Cellular Pe Call Aaya Usne "No" Ka Button Dubaya Telephone Ka Woh Receiver Rakh Diya Jhat Se Ulat Kar Hosh Tha, Behosh Bhi Tha Mere Dil Mein Josh Bhi Tha Maine Bola, Main Hoon Aashiq Tumko Chahoon Betaahasha Maine Uska Haat Pakad Kar Keh Diya Jo Bhi Kehna Tha Maine Uska Haat Pakad Kar Keh Diya Jo Bhi Kehna Tha Chorus: Phir Kya Hua, Phir Kya Hua Phir Kya Hua, Phir Kya Hua Nitin: Bataa Na Yaar Sonu: Pucho Na Yaar Kya Hua Unka Deedar Kya Hua Sapnay Mere Rang Laye, Haan Laye Usne Kaha Main Teri Hoon Jaana Pucho Na Yaar Kya Hua... Nitin: Yeh To Kamaal Ho Gaya Tu To Maala Maal Ho Gaya Mohabbat Ke Khazane Mein Ek Minute, Ek Minute Usne Kuch Kaha Ke Nahi, Haan Sonu: Usne Meri Aakhon Mein Aankhein Dal Kar Kaha Sadhana: Ho Gayee Hoon Main Tumhari Dil Tumhe Maine De Daala Mujhko Duniya Ki Nahi Parvaa Tum Ho Majnoo Main Hoon Laila Kaun Ho Tum, Kahan Se Aaye Tumse Main Ye Naa Puchoongi Tum Miley, Sabh Kuch Mila Hai Tumko Jeevan Bhar Chaahongi Sonu: Phir Kaha Baaton Baaton Mein Le Lo Mujhko Tum Baahon Mein Phir Kaha Baaton Baaton Mein Le Lo Mujhko Tum Baahon Mein Chorus: Abh Bas Hua, Abh Bas Hua Abh Bas Hua, Abh Bas Hua Nitin/Chorus: Tu Band Kar Phaiknaa Pakda Gaya Dekh Naa Karte Hain Hum Ye Dua, Us Khuda Se Ho Jaaye Sach Tera Sapna Yaara La La La La La La La...