Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Maine Maa Ko Dekha Hai

Script

Verse 1

Maine maan ko dekha hai Dekha hai maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe hain Phoolon ka haar nahi dekha

Verse 2

Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai

Verse 3

Vaise to ghar main maan ki tasveer hai -2 Lekin meri kab aisi taqdeer hai Kabhi jo ghabraun, gale se lag jaaon Agar na neend aaye, lo lori vo gaye Meri mann jiska pyasa hai Pyasa hai jiska pyasa hai Vo laad dulaar nahi dekha

Verse 4

Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai

Verse 5

Vaise to meri maan ka dil koi saqt nahi -2 Par uske paas jara bhi waqt nahi Hai uska naam bada, hai usko kaam bada Vo devi mamta ki, hai leader junta ki Maan ke photo ke bina Bina ji photo ke bina Koi akhbaar nahi dekha

Verse 6

Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai

Verse 7

Pyaari pyaari hai vo bholi aisi hai -2 Pan aaya se poochha ki baby kaisi hai Meri maan sachi hai Badi hi achhi hai Yeh uska dosh nahi Use kuch host nahi Main ne duniya dekhi hai Dekhi hai duniya dekhi hai Ghar sansaar nahi dekha

Verse 8

Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe hain Phoolon ka haar nahi dekha

Verse 9

Maine maan ko dekha hai

From this Album

1