Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ek Haseen Nigah Ka

Script

Verse 1

Ik Hasii.N Nigaah Kaa Dil Pe Saayaa Hai Jaaduu Hai Junuun Hai Kaisii Maayaa Hai, Ye Maayaa Hai

Verse 2

Paa.Nv Ke Tale Kahii.N Dil Pa.Daa Mile Agar Chuum Kar Uthaa_Iye, Khuub Dekh Bhaal Kar Jo Ko_Ii Puuchh Le To Kyaa, Raah Se Uthaayaa Hai Ik Hasii.N Nigaah Kaa ...

Verse 3

Chalii Gayii Vo Ma.Nchalii Pukaaruu.Ngaa Galii Galii Vo Le Ke Merii Zi.Ndagii Chalii, Chalii Udhar Chalii Vo Ruuthii Ruuthii Rahatii Hai Bahut Bahut Manaayaa Hai Vo Ruuthii Ruuthii Rahatii Hai, Bahut Bahut Manaayaa Hai Ik Hasii.N Nigaah Kaa ...

Verse 4

Tere Niilii Aa.Nkh Ke Bha.Nvar Ba.De Hasiin Hai.N Duub Jaane Do Mujhe, Ye Kvaabo.N Kii Zamiin Hai Utha Lo Apanii Palako.N Ko Ye Pad.Raa Kyo.N Giraayaa Hai Ik Hasii.N Nigaah Kaa ...