Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Jhanak Jhanak

Script

Verse 1

Jhanak Jhanak Torii Baaje Paayaliyaa Priit Ke Giit Sunaaye Paayaliyaa

Verse 2

Ra.Ng Mahal Aur Rain Suhaanii Chham Chham Naache Mast Javaanii Mai.N Laharo.N Me.N Khoyaa Jaa_Uu.N Aisii Dhuum Machaaye Paayaliyaa

Verse 3

Ye Kajaraarii Cha.Nchal A.Nkhiyaa.N Ho.Nth Gulaabii Phuul Kii Patiyaa.N Lat Bikhare To Gaal Pe Thahare Hosh Jiyaa Ke U.Daaye Paayaliyaa

Verse 4

I.Ndradhanush Saa Loch Kamariyaa Bri.Ndaaban Kii Jaise Gujariyaa Baa.Nvarii Ras Pe Kar De Jaaduu Aag Me.N Aag Lagaaye Paayaliyaa