Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Sawan Ka Mahina

Script

Verse 1

Mukesh: Sawan ka mahina, pawan kare sor Lata: Sawan ka mahina, pawan kare sor Mukesh: Hhmm, pawan kare sor Lata: Pawan kare shor Mukesh: Are baba shor nahin sor nahin .. Sor, sor Lata: Pawan kare sor Mukesh: Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor.. Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Lata: Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Mukesh: Rama gajab dhaae, ye purwaiyya Lata: Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya Mukesh: Rama gajab dhaae, ye purwaiyya Lata: Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya Mukesh: Hey.. Purwaiya ke aage, chale naa koi zor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Lata: ooo La + mukesh: Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Lata: Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaara Mukesh: Jaanaa kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara Lata: Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaaraa Mukesh: Jaanaa kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara Lata: Hey.. Marzii hai tumhari, le jaao jis or Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Mukesh: ooo Lata + mukesh : Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache mor...