Chhoo Le
Verse 1
Kyun aisa lagey Pul khwaishon ke Sadi se hai Rawaana
Verse 2
Dil bezubaan se Keh nahin sakey Jo tumko hai Bataana
Verse 3
Bina dor ki Hum patang Majdhaar mein hai Malang
Verse 4
Ruki ruki Daastan
Verse 5
CHORUS: Chhoo le Chhoo le aasman Khwabon ke Baadal se bharaa Chhoo le aasman
Verse 6
Khud se jo miley Ajnabi lagey Kyun aaina Humaara
Verse 7
Dhundhla sa lagey Aur pheeka lagey Kyun apna har Phasaana
Verse 8
Bina dor ki Hum patang Majdhaar mein hai Malang
Verse 9
Ruki ruki Daastan
Verse 10
Laakhon khwabon ke Bharey gubbare se Udey yun hai Aur kahaan Hai kashmakash Dhuan hai Har nazar mein kyun Uthaa uthaa Toofan
Verse 11
Ek din aisa ho Hum bhi jaanenge khud ko Judse jaayenge Kissey yeh Beshumaar
Verse 12
Chhoo le Chhoo le aasman Chhoo le Aasman