Hale Dil
Verse 1
Hey kaash, kaash yun hota Har shaam saath tu hota Chup chaap dil na yun rotaa Har shaam saath tu hota
Verse 2
Guzaara ho tere bin guzaara ab mushkil hai lagta Nazaara ho tera hi nazaara ab har din hai lagta
Verse 3
Hale dil tujhko sunaata Dil agar yeh bol paata Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Verse 4
Tere sang jo pal bitaata Waqt se main woh maang laata Yaad karke muskuraata haan Woo oo ..
Verse 5
Tu meri raah ka sitaara Tere bina hoon main awaara Jab bhi tanhai ne sataaya Tujhko besaakhta pukaara
Verse 6
Aa chaahat hai meri la fanaa Par meri jaan dil mein hoon rakhta haan
Verse 7
Hale dil tujhko sunaata Dil agar yeh bol paata Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Verse 8
Tere sang jo pal bitaata Waqt se main woh maang laata Yaad karke muskuraata haan Woo oo ..
Verse 9
You're the one to me I love whats meant to be I know you feel it too, if I look at you
Verse 10
Khwaabon ka kab tak loon sahara Ab toh tu aa bhi ja khudara Meri yeh dono paagal aankhein Har pal maange tera nazaara Aa samjaun inko kis tarah Inpe mera bas nahin chalta haan
Verse 11
Haal-e-dil tujhko sunaata Dil agar yeh bol paata Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Verse 12
Tere sang jo pal bitaata Waqt se main woh maang laata Yaad karke muskuraata haan Woo oo ..