Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aankh Lagee

Script

Verse 1

Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee Maine na aankh lagaee, maine na aankh lagaee Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai

Verse 2

Ishq to hai zakhmon ka gehna, o jis jis ne bhi isko pehna Hua sadaa woh sadai hai, hua sadaa, hua sadaa woh sadai hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee Maine na aankh lagaee hai, jab se maine

Verse 3

Ishq to hai ik naag sunehra, ho aankhon se andha, kaanon se behra Isske dasse ki na dawai hai, isske dasse, isske dasse ki na dawai hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee Maine na aankh lagaee hai, jab se maine

Verse 4

Ishq to hai ik aanch suhani, ho tune to aag hai dikhne ko paani Isske jale ki duhai hai, isske jale ki, isske jale ki duhai hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee Maine na aankh lagaee hai, jab se maine

Verse 5

Jism hai tera phool ki daali, dekh ke tere roop ki laali Chaandni bhi sharamayi hai, chaandni bhi, chaandni bhi sharamayi hai O ek pal bhi, o ek pal bhi maine na aankh lagaee Maine na aankh lagaee hai, maine na aankh lagaee hai Jab se maine tumse aankh lagaee hai, jab se maine tumse aankh lagaee hai