Na Ghar Ke Na Ghaat Ke
Verse 1
Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na Na ghar ke na ghaat ke munna - 3 times
Verse 2
.. vasudeva .. mumbai deva vasudeva ..
Verse 3
Badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare Ye signal ye local, dost hai naye tumhare Naa zyada sun na, naa zyada boli na Paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Verse 4
Apna woh hota nahin jo apna lagta hai Wrong hai right, jaib hai tight, lekin sab chalta hai Rasta hai seedha jo tu tedha chale Yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Verse 5
Kaale kaale coat, hare hare note Taxi'ian kaali peeli Technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli Lekin khushiyon ka color hai kaun sa Tu pehchane ye to bas zindagi jee lee Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Verse 6
Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na Na ghar ke na ghaat ke munna - 4 times