Nadiya Se Dariya
Verse 1
Nadiyaa Se Dariyaa, Dariyaa Se Saagar Saagar Se Gaharaa Jaam (2) Ho Ho Ho Jaam Me.N Duub Gayii Yaaro.N Mere, Jivan Kii Har Sham (2) Nadiyaa Se Dariyaa ...
Verse 2
Jo Na Piye Vo Kya Jaane, Piite Hai Kyo.N Ham Divaane Yaar Ahaa Jab Se Hamane Piinaa Siikhaa, Jiinaa Siikhaa Maranaa Siikhaa Yaar Ahaa O Ham Jab Yuu.N Nashe Me.N Dagamagaane Lag Gaye Ho Ho Ho Dil Kii Bechainii Ko Aayaa Tho.Daa Saa Aaraam Nadiyaa Se Dariyaa ...
Verse 3
Meraa Kya Mai.N Gam Ka Maaraa, Nashe Me.N Aalam Hai Saaraa Yaar Ahaa Kisii Ko Daulat Ka Nashaa, Kahii.N Muhabbat Ka Nashaa Yaar Ahaa O Kahakar Ai Sharaabii Sab Pukaare.N Ab Mujhe Ho Ho Ho Aur Koii Thaa Ye To Nahii.N Thaa Pahale Meraa Naam Nadiyaa Se Dariyaa ...