Kaisa Sama
Verse 1
--MALE-- (Kaisa samaa, kaisa safar Jaane chale hum dono kidhar) - 3
Verse 2
--FEMALE-- Phir se raahon mein sang chalna hai Phir se khwaabon mein rang bharna hai Phir se jeena hai, phir se marna hai Ho, phir se jeena hai, phir se marna hai
Verse 3
--MALE-- (Bechainiyaan, betaabiyaan Kehne lagi dil ki zubah) - 2
Verse 4
--FEMALE-- Khamoshiyan, tanhaaiyan Lagne lagi kitni jawaan
Verse 5
--MALE-- Taubaa adaa, taubaa asar Jaane chale hum dono kidhar
Verse 6
--FEMALE-- Aaj kadmon ko phir bahekna hai Aaj saanson ko phir mahekna hai Phir se jeena hai, phir se marna hai Haan phir se jeena hai, phir se marna hai
Verse 7
La la la la la la la, la la la la la la la
Verse 8
--MALE-- (Yun naa machal, thoda sambhal Baheke kadam naa jaaye fisal) - 2
Verse 9
--FEMALE-- Tujhpe khilaa dil ka kanwal Mujhko badal ke tu naa badal
Verse 10
--MALE-- Kaisa gooma, kaisa bhanwar Jaane chale hum dono kidhar
Verse 11
--FEMALE-- Aaj zulfon ko phir bikharna hai Aaj sapnon ko phir sanwarna hai Phir se jeena hai, phir se marna hai Haan phir se jeena hai, phir se marna hai
Verse 12
--MALE-- Hey, kaisa samaa, kaisa safar Jaane chale hum dono kidhar, haan haan