Dil Hai Deewana
Verse 1
Dil Dil Hai Deewana Aa Baahon Mein Aana Na Na Door Jaana Jaana Tujhko Hai Meri Kasam Dil Dil Hai Deewana Aa Baahon Mein Aana Na Na Door Jaana Jaana Tujhko Hai Meri Kasam
Verse 2
Teri Nazar Ne Meri Nazar Se Chupke Se Kuch Keh Diya Hai Teri Nazar Ne Meri Nazar Se Chupke Se Kuch Keh Diya Hai Jaadu Tune Bhi Jaadu Kiya Hai Kaisa Yeh Dard Mujhko Diya Hai Yaaraan Mujhko Tu Mujhse Chura Dil Dil Hai Deewana Aa Baahon Mein Aana
Verse 3
Karib Aake Gale Laga Ke De Di Mujhe Bekarari Karib Aake Gale Laga Ke De Di Mujhe Bekarari Teri Chaaye Hai Muhjpe Khumari Jaana Halat Buri Hai Hamaari Yaaraan Saason Mein Aake Sama Dil Dil Hai Deewana Aa Baahon Mein Aana Na Na Door Jaana Jaana Tujhko Hai Meri Kasam