Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Andhe Jahan Ke

Script

Verse 1

a.ndhe jahaan ke a.ndhe raaste, jaae.n to jaae.n kahaa.N duniyaa to duniyaa, tuu bhii paraayaa, ham yahaa.N naa vahaa.N

Verse 2

jiine kii chaahat nahii.n, mar ke bhii raahat nahii.n is paar aa.Nsuu, us paar aahe.n, dil meraa bezubaa.n a.ndhe jahaan ke ...

Verse 3

ham ko na koI bulaae, naa koI palake.n bichhaae ai Gam ke maaro.n, ma.nzil vahii.n hai, dam ye TuuTe jahaa.N a.ndhe jahaan ke ...

Verse 4

aaGaaz ke din teraa a.njaam tay ho chukaa jalate rahe.n hai.n, jalate rahe.nge, ye zamii.n aasamaa.n a.ndhe jahaan ke ...