Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Chand Aahen Bharega

Script

Verse 1

chaa.Nd aahe.n bharegaa phuul dil thaam le.nge husn kii baat chalii to sab teraa naam le.nge 1) aa.Nkhe.n naazuk sii kaliyaa.n baat mishrii kii Daliyaa.n ho.nTh ga.ngaa ke saahil zulfe.n jannat kii galiyaa.n terii khaatir farishte, sar pe ilzaam le.nge (2) husn kii baat... 2) kuchh kahegii havaa bhii kuchh kahegii ghaTaa bhii aur mumakin hai teraa zikr kar de khudaa bhii phir to patthar hii shaayad, jabt se kaam le.nge (2) husn kii baat... chaa.Nd aahe.n bharegaa phuul dil thaam le.nge...

From this Album

1