Ratan Mohan
Verse 1
Chain se hum ko kabhii aap ne jeene naa diyaa Zahar bhi chaahaa agar Peenaa tho peene naa diyaa (Chain se)
Verse 2
Chaand ki radh mein raath ki dulhan jab jab aayegii Yaad hamaarii aap ke dil ko thadpaa jaayegii AAp ne jo hai diyaa aur tho kisi ne na diyaa Zahar bhi chaahaa agar Peenaa tho peene naa diyaa (Chain se)
Verse 3
AAp ka gham jo is dil mein din raath agar hoga Soch yeh dam ghutthaa hai phir kaise guzar hoga Kaash na aathi apni judaai mauth hi aa jaathii Koi bahaane chain hamaarii rooh tho paa jaathi
Verse 4
Ek pal hansnaa kabhi dil ki lagii ne naa diyaa Zahar bhi chaahaa agar Peenaa tho peene naa diyaa (Chain se)