Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aashiq Hoon Main

Script

Verse 1

Male: Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Baharoon Ka Samaa Hai Humara Dil Jawan Hai Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale Female: Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Baharoon Ka Samaa Hai Humara Dil Jawan Hai Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale Male: Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar... Mujh Pe Apne Husn Ki Bijali Na Giraa Female: Aa Chehre Pe Daal Doon Zulfoon Ki Ghataa Male: Khwaabon Ki Hoor Hai Tu Female: Kyoon Mujhse Door Hai Tu Male: Hey, Khushboo Ki Raahon Mein Female: Aa Meri Baahon Mein Male: Main Seene Se Lagaa Loon Khayalon Mein Basaa Loon Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale Female: Mere Samne Mehboob Hai Mausam Jawaan Kya Khoob Hai Male: Waffa Ka Afsana Likhenge Jaan-E-Jaana Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale Female: Haan Haan, Jaan-E-Jigar... Abh Na Hoga Kum Kabhi Ulfat Ka Nasha Male: Karti Hai Pagal Mujhe Teri Har Adaa Female: Itna Hi Kehna Hai Male: Palkoon Mein Rehna Hai Female: Ek Lamhaa, Ek Bhi Din Male: Jeena Kya Tere Bin Female: Ye Meri Zindgaani Hai Teri Hi Kahaani Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale Male: Kuch Tum Kaho Kuch Main Kahoon Aise Main Kyoon Doori Sahoon Female: Nigaahon Mein Basaaon Main Teri Ban Jaaon Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale Male: Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Female: Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar Male: Baharoon Ka Samaa Hai Humara Dil Jawan Hai Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale Female: Jaale To Jaale Male: Ye Baairi Zamaana Female/Male: Jaale To Jaale...