Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Gazab Ka Hai Din

Script

Verse 1

Gazab kaa hai din, socho zaraa ye dIvaanaapan, dekho zaraa tum ho akele, ham bhii akele mazaa aa rahaa hai, qasam se, qasam se 1) dekh lo, hamako kariib se aaj ham mile hai.n nasiib se ye pal phir kahaa.N aur ye ma.njil phir kahaa.N, Gazab ... 2) kyaa kahuu.N, meraa jo haal hai raat din, tumhaaraa khayaal hai phir bhii, jaan-e-jaa.n mai.n kahaa.N aur tum kahaa.N, Gazab ...