Hindi · Movie Lyrics
Pardesi Pardesi
Script
Verse 1
Mai.n ye nahii.n kahatii ki pyaar mat karna Kisii musaafir ka magar etabaar mat karna Chorus: Pardesii pardesii jaana nahi.n mujhe chhodke Pardesii mere yaara, vaada nibhaana Mujhe yaad rakhna kahii.n bhuul na jaana Mai.n ne tum ko chaaha tumse pyaar kiya Sub kuchh tum pe yaar apna vaar diya Ban gaii jogan, mai.n ne priit ka jog liya Na socha na samjha, dil ka rog liya Pardesii mere yaara laut ke aana Tum yaad rakhna, kahii.n bhuul na jaana Chorus :