Hindi · Movie Lyrics
Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
Script
Verse 1
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi Tu meri zindagi, meri pehchaan thi Tune dil tod ke, barbaad kiya Barbaad kiya, barbaad kiya Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Verse 2
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye Ab saha na jaaye Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye Tune jeena mera, dushwaar kiya -2 Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Verse 3
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi Tu meri zindagi, meri pehchaan thi Tune dil tod ke, barbaad kiya Barbaad kiya, barbaad kiya
From this Album
14 01
Hadh Se Jyada Sanam
02 Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
03 Ishq Bedardi
04 Jannat Hai Yeh Zameen
05 Kya Maine Socha/One Love
06 Oh! What A Babe
07 Quiero..How Much I Love You
08 Sach Hai Sach Hai
09 Hadh Se Jyada Sanam
10 Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
11 Ishq Bedardi
12 Jannat Hai Yeh Zameen
13 Oh! What A Babe
14 Quiero..How Much I Love You