Bairiyan
Verse 1
Re baandhe..re baandhe..re baandhe Aisese mohe baandhe Haan mohe baandh wo Nainon ki dor se Hai yeh pyaar kaisa Iska raaz hai kya bol de Keh bhi de..
Verse 2
Kabhi sakoon Kabhi laage bala hai Kabhi dua Kabhi laage halaa hai Nainon se yeh Kya ho chalaa hai
Verse 3
Bariyan o bariyan Mujhe sata na bariyan Bariyan o bariyan Mujhe sata na bariyan
Verse 4
Kaisi yeh peer jo raatein jaage Taaron ko chhaanate re Kaisi yeh peer jo raatein jaage Raatein hain jaage aur Taaron ko chhaanate re
Verse 5
Palkon ki dibiyon mein rehte Khwaab hain udne ko kehte Haathon se chhoota Chhoota chala hai jiya.. Bariyan..bariyan.. Mujhe sata na bariyan
Verse 6
Udne lagi..hain khamoshi se Baaton ki parchiyaan Udne lagi hain khamoshi se Khamoshi se Baaton ki parchiyaan..
Verse 7
Hone lage aadhe aadhe Aankhon se hi kai waadein Saansein jalayein Ishq ki sardiyaan..
Verse 8
Bariyan o bariyan Bariyan o bariyan Bariyan o bariyan Mujhe sata na bariyan oo..
Verse 9
Bariyan o bariyan Mujhe sata na bariyan
Verse 10
Bariyan o bariyan Mujhe sata na bariyan Kabhi dua kabhi kabhi hala Bariyan o bariyan.