Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Character Dheela

Script

Verse 1

Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai Main karoon toh saala, character dheela hai Ho main karoon toh saala, character dheela hai

Verse 2

Ladkon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai Jise dekho yahaan woh husn ki baarish mein geela hai Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai

Verse 3

Main karoon toh saala, character dheela hai Ho main karoon toh saala, character dheela hai

Verse 4

(like it, like it)

Verse 5

Hai simple sa yeh formula, hai love ka funda khokhala Mujhe bas pyaas tu hi diyu, cool cool cool cool rehta hai

Verse 6

Kisi ka haath thaam ke, hridaya kyun baad naam ke I love you forever koi, fool fool fool fool kehta hai Isse peenay se hai matlab, yeh yovan sant reela hai Farak padta hai kya baahon mein, munni hai ya sheela hai Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai Main karoon toh saala, character dheela hai Ho main karoon toh saala, character dheela hai

Verse 7

Yeh charcha Facebook pe hai, mazaa bas ek look mein hai Hassi chehre ko toldi, baar baar baar baar karta hai

Verse 8

Jo dil ka photo frame ho, wahan photo kyun same ho Calendar hi tarah usse, roz roz roz roz change karta hai

Verse 9

Kamar patli ho jitni bhi mazaa utna nasheela hai Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai Main karoon toh saala, character dheela hai Ho main karoon toh saala, character dheela hai Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai Main karoon toh saala, character dheela hai - 6 times