Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Rehguzar

Script

Verse 1

tanha tanha hain yeh safar naa pher piya tu mujhse nazar tanha tanha rehguzar rehguzar tanha tanha hain yeh safar - 2 naa pher piya tu mujhse nazar rabba rabba rehguzar - 2 rehguzar rehguzar rehguzar tanha tanha hain yeh safar dil yeh bechain hain manzil bhi duur hain bas teri yaad hain piya dil yeh bechain hain manzil bhi duur hain bas teri yaad hain piya jaaun main ab kidhar mere wajood pe gam ka libaas hai piya manzil ke paas ab kaise main jaaunga mushkil mein jaan hain piya rabba rabba rehguzar - 2 rehguzar rehguzar rehguzar tanha tanha hain yeh safar chaha tha maine jo paya hain maine woh tera ehsaan hain piya chaha tha maine jo paya hain maine woh tera ehsaan hain piya mujhko hai yeh khabar mere yakeen ki tu hi pehchaan hain piya khushiyon ki daur mein tera hi saath hain tera ehsaan hain piya rabba rabba rehguzar - 2 rehguzar rehguzar rehguzar tanha tanha hain yeh safar - 2 naa pher piya tu mujhse nazar rabba rabba rehguzar - 2 rehguzar rehguzar rehguzar rehguzar rehguzar rehguzar rehguzar rehguzar