Oh Mama Mama
Verse 1
Hum To Hai Deewane...Mastane...Mumbaiya Oh Mama Mama Hum Saare Hain Mumbaiya Hum Betaale Bhi Milke Taal Mein Naache Taa Thaiya Oh Mama Mama Hum Saare Hain Mumbaiya Hum Betaale Bhi Milke Taal Mein Naache Taa Thaiya Oh Lala Oh Lala Hum Peete Masti Ka Pyaala Gopala Gopala Khul Jaaye Kismat Ka Taala Peeche Mud Ke Dekh Raha Kyon Keh De Na Kaay Zaala Oh Mama Mama Hum Saare Hain Mumbaiya Hum Betaale Bhi Milke Taal Mein Naache Taa Thaiya Oh Lala Oh Lala Hum Peete Masti Ka Pyaala Gopala Gopala Khul Jaaye Kismat Ka Taala Peeche Mud Ke Dekh Raha Kyon Keh De Na Kaay Zaala Hum To Hai Deewane...Mastane...Mumbaiya
Verse 2
Kaisa Ghotala Hain Kaisi Mixing Hai Parde Ke Peeche Hain Kya Drama Kaisa Tehelka Hain Kya Match Fixing Hai Yeh Kya Macha Hai Roz Hungama Na Woh Gandhi Rahen Na Woh Gautam Rahen Na Woh Public Rahin Na Woh Mausam Rahen Oh Mama Mama Hum Saare Hain Mumbaiya Hum Betaale Bhi Milke Taal Mein Naache Taa Thaiya Oh Lala Oh Lala Hum Peete Masti Ka Pyaala Gopala Gopala Khul Jaaye Kismat Ka Taala Peeche Mud Ke Dekh Raha Kyon Keh De Na Kaay Zaala
Verse 3
Chaahen Chaahen Hum To Chaahen Chaahen Chaahen Hum To Chaahen Aankhon Mein Telescope Hum Chaahen Pairon Mein Rocket Speed Hum Chaahen...Chaahen Kudiyon Ke Saath De Hum Chaahen Disco Mein Rehna Le Hum Chaahen Aaj Use Dekho Ya Baaju Se Dekho Tum Chaaron Taraf Se Lagti Sundari Yaaron Style Se Bole Mobile Se Rehti Kahan Hai Pucho Yeh Pari Chasma Aankhon Pe Hai Haathon Mein Hai Ghadi Gusse Mein Hai Khadi Kyon Gulaabi Chadi Oh Mama Mama Hum Saare Hain Mumbaiya Hum Betaale Bhi Milke Taal Mein Naache Taa Thaiya Oh Lala Oh Lala Hum Peete Masti Ka Pyaala Gopala Gopala Khul Jaaye Kismat Ka Taala Peeche Mud Ke Dekh Raha Kyon Keh De Na Kaay Zaala