Tere Is Jahan Mein
Verse 1
(Tere is jahan main ey Khuda Woh nahi to lagta hai kuch nahi Nahi ho ke b hai woh her jagah Karon kyu yakeen kay woh ab nahi)-2
Verse 2
Tere is jahan main ey Khuda
Verse 3
Hai udas tere bina shahar Tujay yaad kartay hain raastay Hai woh log apnay gharwa main band Jo nikaltay thay tere wastay Baharain jawani kahain gayae Thi abhi khizan ki rut nahi
Verse 4
Tere is jahan main ey Khuda Woh nahi to lagta hai kuch nahi
Verse 5
Sab jeetay hain yahian zindigi Tujay zindigi nay jiya magar Tha woh rab b tanha tere bina Tu bana liya tujay hum safar Tujay cheen laon khuda se main Koi us ka to tuj pe haq nahi
Verse 6
Tere is jahan main ey Khuda