Maula O Maula
Verse 1
Maulaa Ho Maulaa (2) Zi.Ndagii Kii Aag Me.N Kaahe Ko Jalaate Ho Kaagazii Shariir Kaa Jholaa Bhuukh Mitaaye Re, Pyaas Bujhaaye Re Panii Priit Kaa Gholaa Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa
Verse 2
Gol Hai.N Mol Hai.N, Raasate Ke Pahiye Gire Na Shariir Kaa Dolaa, Ho Dolaa Kal Se Bukhaar Hai, Sar Pe Savaar Hai Suuraj Aag Kaa Golaa, Golaa, Golaa, Golaa Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa (2)
Verse 3
Aa.Nkhe.N Hai.N Kaajal Hai.N, Zulfo.N Ke Baadal Hai.N Lagate Hai.N Din Raat Bhaav, Bhaav Baazaarii Kismo.N Kii, Kitane Kismo.N Kii Aao Kariidaro.N Aao Suukhii Ye Fasale.N, Aadamii Kii Nasale.N Maulaa Ho Maulaa Ho Maulaa Zi.Ndagii Kii Aag Se Mukti Dilaaye Re Maa.Nge Bhikhaariyo.N Kaa Tolaa (2) Bhuukhe Bhikhaariyo.N Kaa Tolaa, Tolaa, Tolaa, Tolaa Bhuukh Mitaaye Re, Pyaas Bujhaaye Re Panii Priit Kaa Gholaaa Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa Naa, Haiyyaa (2)