Tumhein Apna
Verse 1
--MALE--
Verse 2
(Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai) - 2 Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai, aayi hai
Verse 3
--FEMALE--
Verse 4
Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi - 2 Zamaane ko tere aage jhuka doongi (Teri ulfat meri jaana voh rang Laayi hai, laayi hai) - 2
Verse 5
--MALE--
Verse 6
Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Tere honton se main shabnam churaaoonga - 2 Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga (Meri nas nas mein tu banke lahoon Samaayi hai, samaayi hai) - 2
Verse 7
--FEMALE--
Verse 8
Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai, aayi hai
Verse 9
--FEMALE--
Verse 10
Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai