Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Barf Mein Tension

Script

Verse 1

Milke saare sochte hain karna kya hai abe pyare Bheja gol gol tu ghuma Drink bana soda dal ek peg marle tu Khali peeli yun na muskura

Verse 2

Jaana na, socha na karna hai kya Aage ka plan kya hai tu yeh bata Lafda jo hoga toh karenge kya abe baraf mein tension mila ke peeja

Verse 3

Jaana na, socha na karna hai kya Aage ka plan kya hai tu yeh bata Lafda jo hoga toh karenge kya barf mein tension mila ke peeja

Verse 4

ho ho ho.... Kuch toh soch sale khada khada tu kya dekhta Iski baat mat tu sun yeh sala sirf phenkta Itna kyu phenkta itna kya lapeta Itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta

Verse 5

Banti hai duniya ko maamu bana Aih ka chhutta tu cash kara Lafda jo hoga toh karenge kya barf mein tension mila ke peeja

Verse 6

Banti hai duniya ko maamu bana Aih ka chhutta tu cash kara Lafda jo hoga toh karenge kya barf mein tension mila ke peeja

Verse 7

Ho ho ho......

Verse 8

Moonchh ko chadha ke dekho thulla kaise ghoorta Patli gali se bhidu main to hoon khisakta [Aise kyun khisakta aise kyu khisakta Aise kyun khisakta bidu aise kyu khisakta]

Verse 9

Naache ishaare pe sikka yahaan Pocket hai bhari ho toh sab hai tera [Par lafda jo hoga hoga toh karenge kya]

Verse 10

Naache ishaare pe sikka yahaan Pocket hai bhari ho toh sab hai tera [Par lafda..jo hoga...]

Verse 11

Ho ho ho...... haan haa....:D