Dil Ka Qaraar
Verse 1
Boy: Teri Ek Chuan Se Jaaga Ye Kaisa Ahsaas Pehle To Mehsoos Hui Na Mujhko Aisi Pyaas... Pehli Pehli Baar Baliye Dil Gaya Haar Baliye Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Girl: Pehli Pehli Baar Baliye Dil Gayee Haar Baliye Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya... Boy: Khole Teri Soni Soni Aankhaa Mastaniyaan Pyaar Ke Liye Ye Dengi Laakhon Qurbaniyaan Kar Ke Ek Baar Baliye Dil Gaya Haar Baliye Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Pehli Pehli Baar Baliye Dil Gayee Haar Baliye Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya... Girl: Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa... Tere Liye, Tere Liye Marta Hai Mahiyaa Phir Kyoon Judaai Se Dil Darta Hai Mahiyaa Tujhpe Jaan Nisar Baliye Dil Gayee Har Baliye Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Boy: Pehli Pehli Baar Baliye Dil Gaya Haar Baliye Girl: Pehli Pehli Baar Baliye Dil Gayee Haar Baliye Boy/Girl: Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya Dil Ka Qaraar Ho Gaya Hai, Dil Ka Qaraar Ho Gaya...