Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yeh Jawani Hadh Kar De

Script

Verse 1

(Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2 (Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2

Verse 2

Koi na jaane kal kya ho Aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka

Verse 3

Oh, yeh jawaani hadh kar de Thandi sama, dil hai jawaan Saare yahan josh mein Kya raat hai, kya baat hai Koi nahin hosh mein Chhaaya hai kaisa nasha Le le zara le le maza maikashi ka

Verse 4

Oh, yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Ho, aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai Aate hain saare yahan Kis dil mein hai kya kya chhupa Kisko pata meri jaan Aaja mere paas aa Le le zara le le maza aashiqui ka

Verse 5

Oh, yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Ho, aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de