Dil Ye Bahalta Nahin
Verse 1
Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan
Verse 2

Verse 3
Pehle bhi hum tum mile the Par aisi haalat na thi Pehle bhi bechain tha dil Aise qayamat na thi
Verse 4
Khud ko na rok paoon Bas tere paas aoon Ke dil pe zor chalta nahin
Verse 5
Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar
Verse 6
Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan
Verse 7
Duniya lage hai nayi si Chaahat puraani lage Main hi nahin hoon deewana Tu bhi deewani lage
Verse 8
Tune jo naam kaha hai Maine woh sun liya hai Tumhaara dil sambhalta nahin
Verse 9
Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar
Verse 10