Ajnabi Hawaayein Bekrara Bahein
Verse 1
Aa ja .. aa ja Ajnabi hawayein bekraar bahein
Verse 2
Ajnabi hawayein bekraar bahein Tere hi sadayi aaja aaja Manzilon ki raahein, chahaton ki bahein Phir tujhe bulaye aaja aaja Tu aaja tu aaja rabbon mein samaa ja Pukare tanah dil tu aaja Ajnabi hawaayein bekraar bahein De rahi sadayi aaja aaja
Verse 3
Kaante se bhi katey na doorion ke pal Teri justajoo hai meri bebassi ka hal Hoga hoga hamare khwabon ka milan Keh rahi hai tere mere zakhmon ki jalan Ishq mein hai yakeen, darr mujhe kuch nahi Tu aaja tu aaja rabbon mein samaa ja Pukare tanah dil tu aaja Ajnabi hawayein bekraar bahein De rahi sadayi aaja aaja
Verse 4
Doondhe tujhe ab to tanahaiyan meri Peechay peechay main aagey parchaiyan teri Aise taise tootegi yaadon ki kadi Saanson ke bandi hai teri saanson ki ladi Zindagi ye meri hai amanat teri Tu aaja tu aaja rabbon mein samaa ja Pukare tanah dil tu aaja Ajnabi hawayein bekraar bahein De rahi sadayi aaja aaja Manzilon ki raahein, chahaton ki bahein Phir tujhe bulaye aaja aaja