Hindi · Movie Lyrics
Aaye Na Balam
Script
Verse 1
Aaye Na Baalam Vaadaa Kar Ke Aaye Na Baalam Vaadaa Kar Ke Thak Gaye Nainaa Dhiiraj Dhar Ke Aaye Na Baalam
Verse 2
Chhup Gayaa Chandaa Lut Gayii Jyoti Taare Ban Gaye Jhuuthe Motii PaD Gaye Phiike RaNg Najar Ke Aaye Na Baalam
Verse 3
Aao Ki Tum Bin AaNkhoN MeN Dam Hai Raat Hai Lambii Jiivan Kam Hai Dekh LuuN Tum Ko MaiN Jii Bhar Ke Aaye Na Baalam