Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Mastana Albela

Script

Verse 1

Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila Tere Charon Taraf Hai Laga Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela

Verse 2

Bhola Hai Sada Hai Tu Koyi Shehzaada Hai Hum Tujhko Chahenge Apna To Yeh Vaada Hai Gham Ho Chhaye Khushi Keh Rahi Zindagi Tujh Pe Qurbaan Hai Apni Jaan Deewane Muskura De Deewane Muskura De Deewane Muskura De

Verse 3

Aankhon Mein Sapne Hai Anjani Yeh Raatein Hai Tum Se Woh Kehni Hai Is Dil Mein Jo Baaten Hai Tu Shararat Kare Hum Se Jagda Kare Phir Bhi Hum To Tujhe Apna Maane Yeh Raaz Tune Jaane Yeh Raaz Tune Jaane Yeh Raaz Tune Jaane

Verse 4

Lambhi Umr Ki Hum Tujko Duaen De Chume Tera Maatha Teri Balaye Le Mamta Ke Aanchal Mein Tujhko Sulaye Gaye Tujhse To Hai Koyi Naata Lage Tu Hame Pyaara Tu Sab Se Hai Nyaara Hamara Tu Sahara Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Mastana Albela Sirf Ek Tu Hai Laakhon Mein Akela Humko Aisa Laga Jab Hame Tu Mila Surmiye Raat Mein Chand Jaise Kila Tere Charon Taraf Hai Laga Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela Sitaron Ka Yeh Mela