Suno Suno Ladkiyon
Verse 1
Male: Suno Suno Ladkiyon Dekho Zara Pyaar Se Socho Hai Kya Faida Aisi Taqraar Se. Suno Suno Ladkiyon Dekho Zara Pyaar Se Socho Hai Kya Faida Aisi Taqraar Se Chorus: Peeche Peeche Aana Nahin Humein Samjhana Nahin Hum Aayenge Na Haath Mein Ke Hum Hain Titliyaan Male: Suno Suno Ladkiyon Dekho Zara Pyaar Se Socho Hai Kya Faida Aisi Taqraar Se Chorus: Peeche Peeche Aana Nahin Humein Samjhana Nahin Hum Aayenge Na Haath Mein Ke Hum Hain Titliyaan... Male: Meri Jaan, Ruko To Shararat Kyoon Tum Karti Ho Mujhe To, Pataa Hai Hanseen Ho Mujhpe Marti Ho Chorus: Aao Na Aise Kareeb Tum Ke Hum Hain Bijliyaan Male: Suno Suno Ladkiyon Dekho Zara Pyaar Se Socho Hai Kya Faida Aisi Taqraar Se Chorus: Peeche Peeche Aana Nahin Humein Samjhana Nahin Hum Aayenge Na Haath Mein Ke Hum Hain Titliyaan... Male: Ye Maana, Haseen Ho Bhala Kyoon Aise Akadti Ho Nigahein, Mila Lo Aji Kyoon Humse Ladti Ho Chorus: Maanoge Aise Na Baat Jo To Denge Gaaliyaan Male: Suno Suno Ladkiyon Dekho Zara Pyaar Se Socho Hai Kya Faida Aisi Taqraar Se Chorus: Peeche Peeche Aana Nahin Humein Samjhana Nahin Hum Aayenge Na Haath Mein Ke Hum Hain Titliyaan...