Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Hasata Hai Rulata Hai

Script

Verse 1

Hasata Hai

Verse 2

Hasata Hai Rulata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Banata Hai Mitata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Kyon Jaane Na Dil Yeh Paagal Kya Hai Meri Bebasi Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan Hasata Hai Rulata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Banata Hai Mitata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Kyon Jaane Na Dil Yeh Paagal Kya Hai Meri Bebasi Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan

Verse 3

Khwaab Dekha Jo Jag Ke Woh Khwaab Sachch Ho Gaya Khwaab Dekha Jo Jag Ke Woh Khwaab Sachch Ho Gaya Mil Gaya Sab To Yun Laga Na Jaane Kya Kho Gaya Kyon Chaaya Nasha Yeh Harpal Kyon Jhoome Hai Yeh Zindagi Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan

Verse 4

Kaisi Hai Deewaangi Kaisa Yeh Ehsaas Hai Kaisi Hai Deewaangi Kaisa Yeh Ehsaas Hai Door Hai Dilbar Magar Lagta Hai Ke Paas Hai Kyon Saasein Bahi Hai Sander Kya Mil Gayi Mujhe Khushi Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan Hasata Hai Rulata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Banata Hai Mitata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai Kyon Jaane Na Dil Yeh Paagal Kya Hai Meri Bebasi Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan