Nanna Munna Rahi Hoon
Verse 1
Nanhaa Munnaa Raahii Huu.N, Desh Kaa Sipaahii Huu.N Bolo Mere Sa.Ng, Jay Hi.Nd, Jay Hi.Nd, Jay Hi.Nd ...
Verse 2
Raste Pe Chaluu.Ngaa Na Dar\-Dar Ke Chaahe Mujhe Jiinaa Pa.De Mar\-Mar Ke Ma.Nzil Se Pahale Naa Luu.Ngaa Kahii.N Dam Aage Hii Aage Ba.Dhaau.Ngaa Kadam Daahine Baae.N Daahine Baae.N, Tham! Nanhaa ...
Verse 3
Dhuup Me.N Pasiinaa Bahaau.Ngaa Jahaa.N Hare\-Bhare Khet Laharaae.Nge Vahaa.N Dharatii Pe Faake Na Paae.Nge Janam Aage Hii Aage ...
Verse 4
Nayaa Hai Zamaanaa Merii Na_Ii Hai Dagar Desh Ko Banaau.Ngaa Mashiino.N Kaa Nagar Bhaarat Kisii Se Na Rahegaa Kam Aage Hii Aage ...
Verse 5
Ba.Daa Ho Ke Desh Kaa Sitaaraa Banuu.Ngaa Duniyaa Kii Aa.Nkho.N Kaa Taaraa Banuu.Ngaa Rakhuu.Ngaa Uu.Nchaa Tira.Ngaa Haradam Aage Hii Aage ...
Verse 6
Shaa.Nti Ki Nagarii Hai Meraa Ye Vatan Sabako Sikhaauu.Ngaa Pyaar Kaa Chalan Duniyaa Me.N Girane Na Duu.Ngaa Kahii.N Bam Aage Hii Aage ...