Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Ek Manzil

Script

Verse 1

Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho

Verse 2

Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho

Verse 3

Chand aashiq hoon, ek paagal ho Chand khanjar hoon, ek kaatil ho Chand toofan hoon, ek sahil ho Chand ghungroo hoon, ek payal ho Chand gazalein hoon, ek mehfil ho Chand ehmak hoon, ek aakal ho Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil

Verse 4

Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho

Verse 5

Chand aashiq hoon, ek paagal ho Chand mazhab hoon, ek aadil ho Chand jazbe hoon, ek haasil ho Chand aankhien hoon, ek kaajal ho Chand jaahil hoon, ek kaabil ho Chand munkir hoon, ek kayal ho Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil

Verse 6

Aa aa ..

Verse 7

Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Main uska woh mera ho, sehra ho ya dariya ho Yeh faasla afsaana fasaana hamara ho

Verse 8

Chand aashiq hoon, ek paagal ho Chand khanjar hoon, ek kaatil ho Chand toofan hoon, ek sahil ho Chand ghungroo hoon, ek payal ho Chand gazalein hoon, ek mehfil ho Chand ehmak hoon, ek aakal ho Chand raahein, ek manzil, ek manzil, ek manzil ..