Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Sun Zaara

Script

Verse 1

Saajan dhoonden main chali Saajan miliyan naahi Rab miliyan saajan na miliyan Rab saajan warga naahi

Verse 2

Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara

Verse 3

Jagmag huwa jaise jahaan Khush hain sabhi aise yahan Dua main karoon ek din aisa aaye Raahein sabhi ki youn hi jagmagaaye Mere saathiya, mere saathiya Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara

Verse 4

Yeh pyaar ka jo mausam hai aaya Dil ko mere ab koyi bhaaya Jaise hawaon mein khushboo ghuli ho Aise woh mujh mein aake samaaya Mere saathiya, mere saathiya Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara Ek pal pyaar ka hai bahot hi bada Sun zara, dil ki sun zara Sun zara, dil ki sun zara