Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Chal Jhume Masti Mein

Script

Verse 1

baby: (ayee ayee aa) -3 kids: (saa saa layee laa laa layee laa laa layee laa laa) -3 baby: ai chiTkoo bhaTkoo kidhar ko jaa relaa arrey bataa na beeDoo kaaye ko maamaa banaa relaa kids: ai chiTkoo bhaTkoo kidhar ko jaa relaa arrey bataa na beeDoo kaaye ko maamaa banaa relaa

Verse 2

sh: koi Khush hai koi naaraaz hai kyaa style hai kyaa andaaz hai yahaaN to apun kaa hi raaj hai are ham saa hai koi kahaaN chal jhoomen ham masti mein chorus: (masti mein) -3 sh: chal ghoomen ham masti mein chorus: (masti mein) -2 sh: chal jhoomen ham masti mein chorus: (masti mein) -3 sh: chal ghoomen ham masti mein

Verse 3

chorus: ho baby: (ayee ayee aa) -3

Verse 4

chorus: (hoy, hoy, hoy, hoy, hoy, hoy) -2 sh: teer-e-nazar se kaT jaayegi koi porgi to paT jaayegi haa chorus: oo sh: teer-e-nazar se kaT jaayegi koi porgi to paT jaayegi arrey juhu ki sair karaayeNge saagar ke jal se nahalaayeNge, kyaa chorus: juhu ki sair karaayeNge saagar ke jal se nahalaayeNge sh: arrey aayegaa yaaroN mazaa hey hey hey, chal jhoomen dil ki kashti mein chorus: (kashti mein) -2 sh: chal jhoomen ham masti mein chorus: masti mein kids: (saa saa layee laa laa layee laa laa layee laa laa) -3

Verse 5

sh: apnaa to ghar ye phuTpaath hai maalik to apne hi saath hai kyuN apnaa to ghar ye phuTpaath hai maalik to apne hi saath hai kabhii aam hai to kabhi Khaas hai ham to baDe hi bindaas hain kyuN beeDoo chorus: kabhi aam hain to kabhi Khaas hain ham to baDe hi bindaas hain sh: arrey kisko yahaaN hai pataa, haaN haaN haaN chal jhoomen apni hasti mein chorus: (hasti mein) -2 sh: chal ghoomen ham masti mein chorus: masti mein baby: ai chiTkoo bhaTkoo kidhar ko jaa relaa kids: arrey bataa na beeDoo kaaye ko maamaa banaa relaa sh: koi Khush hai koi naaraaz hai kyaa style hai kyaa andaaz hai yahaaN to apun kaa hi raaj hai arrey ham saa hai koi kahaaN chal jhoomen chorus: jhoomen sh: ham masti mein chorus: ham (masti mein) -3 sh: chal ghoomen ham masti mein chorus: (masti mein) -3 kids: (saa saa layee laa laa layee laa laa layee laa laa) -2

Verse 6

(saa saa layee laa laa layee laa laa layee laa laa) -3