Halke Halke Chalo Sanware
Verse 1
La: Halke Halke Chalo Saa.Nvare Pyaar Kii Mast Havaao.N Me.N Dil Ko Ye Dar Hai Pahalaa Safar Hai In Alabelii Raaho.N Me
Verse 2
He: Halke Halke Chalaa Naa Jaaye Pyaar Kii Mast Havaao.N Me.N Jab Tak Hai Dam Chalo Chale.N Ham Daal Ke Baahe.N Baaho.N Me.N ...
Verse 3
La: Ba.Dhane Lagii Dil Kii Dha.Dakan Dol Rahaa Kyo.N Meraa Tan Man, Haay Meraa Tan Man He: Tuu Hii Bataa Chain Kahaa.N Jab Laagii Lagan Dil Bhii Hai Teraa, Jaa.N Bhii Hai Terii Jab Se Basii Ho Nigaaho.N Me.N ...
Verse 4
He: Tuu Ma.Nzil Mai.N Raahii Teraa Tere Binaa Kyaa Jiinaa Meraa, Kyaa Jiinaa Meraa La: Tuute Kabhii Naa Chhute Kabhii Ye Saath Piyaa Pyaar Kii Qasam, Sa.Ng Rahe.Nge Ham Niil Gagan Kii Chhaa.Nv Me.N ...