Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Duppatte Ke Palloo

Script

Verse 1

Richa: Jawani Ka Aalam, Bada Bekhabar Hai Duppatte Ka Palloo, Kidhar Ka Kidhar Hai... Kahin Hai Chunariya, Kahin Pe Kamar Hai -2 Woh Thodi Idhar Hai, Woh Thodi Udhar Hai Chorus: Are Ye Jidhar Hai, Zamaana Udhar Hai Zamaana Udhar Hai, Zamaana Udhar Hai Richa: Jawani Ka Aalam, Bada Bekhabar Hai Duppatte Ka Palloo, Kidhar Ka Kidhar Hai -2 (repeat) Sulaghti Ye Saansein, Dhadkti Jawani Haye, Sulaghti Ye Saansein, Dhadkti Jawani Jise Bhi Ye Choo Lein, Usse Kar Dein Paani Ye Kaisi Kassak Hai, Ye Kaisi Chubhan Hai Haye, Ye Kaisi Kassak Hai, Ye Kaisi Chubhan Hai Ye Nayee Ummar Hai, Ye Nayee Laggan Hai Chorus: Are Ye Jidhar Hai, Zamaana Udhar Hai Zamaana Udhar Hai, Zamaana Udhar Hai Richa: Jawani Ka Aalam, Bada Bekhabar Hai Duppatte Ka Palloo, Kidhar Ka Kidhar Hai -2 (repeat) Chorus: Nach Le, Nach Le, Nach Le, Goriya Ang Ang Se Nach Le (repeat) Richa: Ye Chanchal Adayein, Nasheeli Nigahein Haye, Ye Chanchal Adayein, Nasheeli Nigahein Khule Aam Chori Karein, Dil Churayein Lachakta Badan Hai, Phisalti Kamar Hai -2 Jawani Ka Aalam, Par Bekhabar Hai Chorus: Are Ye Jidhar Hai, Zamaana Udhar Hai Zamaana Udhar Hai, Zamaana Udhar Hai Richa: Jawani Ka Aalam, Bada Bekhabar Hai Duppatte Ka Palloo, Kidhar Ka Kidhar Hai