Tu Kahan Yeh Bata
Verse 1
Tuu Kahaa.N, Ye Bataa, Is Nashiilii Raat Me.N Maane Naa Meraa Dil Diivaanaa Haay Re ... Maane Naa Meraa Dil Diivaanaa
Verse 2
He ... Ba.Daa Natakhat Hai Samaa \- 2 Har Nazaaraa Hai Javaa.N Chhaa Gayaa Chaaro.N Taraf, Merii Aaho.N Kaa Dhuaa.N Dil Meraa, Merii Jaa.N, Naa Jaanaa ... Tuu Kahaa.N ...
Verse 3
O O ... Aaii Jab Tha.Ndii Havaa \- 2 Maine Puuchhaa Jo Pataa Vo Bhii Kataraake Gai, Aur Bechain Kiyaa Pyaar Se, Tuu Mujhe, De Sadaa ... Tuu Kahaa.N ...
Verse 4
He ... Chaa.Nd Taaro.N Ne Sunaa \- 2 In Bahaaro.N Ne Sunaa Dard Kaa Raag Meraa, Rahaguzaaro.N Ne Sunaa Tuu Bhii Sun, Jaaneman, Aa Bhii Jaa ... Tuu Kahaa.N ...
Verse 5
O O ... Pyaar Kaa Dekho Asar \- 2 Aae Tum Thaame Jigar Mil Gai Aaj Mujhe, Merii Manachaahii Dagar Kyuu.N Chhupaa, Ek Jhalak, Phir Dikhaa ... Tuu Kahaa.N ...