Kyon Kisi Ko
Verse 1
u: ye pyaar mein kyuN hotaa hai huN aa aa aa aa.., haaN..
Verse 2
la la la la la la, la la la la la, la la la kyuN kisi ko vafaa ke badle vafaa nahin milti kyuN kisi ko duaa ke badle, duaa nahin milti kyuN kisi ko Khushi ke badle, Khushi nahin milti ye pyaar mein kyuN hotaa hai -2 kyuN kisi ko vafaa ke badle vafaa nahin milti
Verse 3
chorus: ishq kitnaa rulaaye, saari duniyaa bhulaaye beqaraari baDaaye, chain ek pal na aaye u: log ishq mein kyaa se kyaa hue mil gaye kabhi, phir judaa hue bas KhizaaN mili is bahaar mein umr kaT rahi intazaar mein.. kyuN kisi ko haNsi ke badle haNsi nahin milti kyuN kisi ko vafaa ke badle vafaa nahin milti
Verse 4
u: aa aa aa.. aa aa
Verse 5
chorus: ni dha ni sa, sa ga re ma pa, ga re ga sa ni dha ni sa ga sa u: ye pal kahin Thahraa nahin yaadoN pe to pahraa nahin jab davaa se bhi zaKhm na bhare aise haal mein socho koi kyaa kare.. kyuN kisi ko Khushi ke badle Khushi nahin milti kyuN kisi ko vafaa ke badle vafaa nahin milti ye pyaar mein kyuN hotaa hai -2 kyuN kisi ko vafaa ke badle vafaa nahin milti