Hindi · Movie Lyrics
Kaash Yeh Pyar Na Hota
Script
Verse 1
(aankh na milti pass na aate chahat ka izhaar na hota kash yeh pyar na hota - 3 ) - 2
Verse 2
raah parayi jo apnaai dur hui apni mazil aaya woh toofan ke jismein doob gaya dil ka saahil bhool na hoti hamse jo aaisi jeevan ek majhdhaar na hota kash yeh pyar na hota - 3
Verse 3
ashko se jo mit na paye daman par woh daag laga hamko kitne der mein sab kutch khone ka ehsaas hua pachtave ki aag na jalti seene mein armaan na hota kash yeh pyar na hota - 3 aankh na milti pass na aate chahat ka izhaar na hota kash yeh pyar na hota - 3