Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Jaan Meri

Script

Verse 1

Hema: Jaan Meri Jaan-E-Jaana Sang Sang Chalein Kahin Jaan Meri Aa Haa Aa Haa Jaan Meri Jaan-E-Jaana Sang Sang Chalein Kahin Chorus: Jaan Meri Jaan-E-Jaana Sang Sang Chalein Kahin Hema: Haathon Mein Haath Tum Mere Saath Rukein Na Hum Kahin Chorus: Haathon Mein Haath Tum Mere Saath Rukein Na Hum Kahin Hema: Tin Tina Ke, Taare Mil Ke, De Te Hai Roshini Jagmag, Jagmag, Jagmag, Jugnu Chamkayein Raat Haseen Chorus: Tin Tin Tin Tin Tin Tin, Taare De Roshini Jagmag Jag, Jagmag Jag, Jagmag Jag, Jugnu Se Raat Haseen Jagmagaye Hema: Sera Chorus: Tin Tinayein Hema: Sera Chorus: Hum Tum Hema: Bhi Mil Ke, Kyoon Na Jagmagayein Zindagi Chorus: Zindagi Hema: Jaan Meri Aa Haa Aa Jaan Meri Jaan-E-Jaana Sang Sang Chalein Kahin... Ginke Choodi To Bantaa Hai Aashiyana Boondein Bhare Hain Saawan Ka Paimana Chorus: Bas Usi Tarhaan Se Hema: Hoo, Bas Usi Tarhan Se Apne Dil Milein To Mausam Ho Jaye Aashikaana Apne Hoton Pe Hai Hardam Meetha Meetha Ek Taranaa Yaaron Apna Dil Bada Hai Shayaraana, Shayaraana Chorus: Shayaraana, Shayaraana, Shayaraana Hema: Jaan Meri Jaan-E-Jaana Sang Sang Chalein Kahin Chorus: Chalein Kahin Hema: Haathon Mein Haath Tum Mere Saath Rukein Na Hum Kahin... Humein Pataa Hai Ek Aag Hai Udhar Bhi Chorus: Humein Pataa Hai Hema: Poohnchi Hai Jiski Aach To Idhar Bhi Humein Pataa Hai Ek Aag Hai Udhar Bhi Poohnchi Hai Jiski Aach To Idhar Bhi Aa Zaraa Jalein Hum Aa Zaraa Jalein Dono Ke Ishq Milein To Roshan Ho Jaye Ye Jahan Bhi Chorus: Ye Jahan Bhi Hema: Shola Shola Bhadke Zaraa Zarra Zarra Chamke Zaraa Jiyaa Jiyaa Sulghe Zaraa Ruan Ruan Tamke Zaraa Jaan Meri Chorus: Jaan Meri Hema: Jaan-E-Jaana Chorus: Jaan-E-Jaana Hema: Sang Sang Chorus: Sang Sang Hema: Sang Sang Chalein Kahin Chorus: Sang Sang Chalein Kahin Hema: Haathon Mein Haath Chorus: Haathon Mein Haath Hema: Tum Mere Saath Chorus: Tum Mere Saath Hema: Rukein Na Hum Kahin Chorus: Rukein Na Hum Kahin...