Tum Kitne Din Baad Mile
Verse 1
Hooo...
Verse 2
Tum kitne din baad mile Tum itne din kahan rahe Jaanke kyon anjaan bane Koi usse kya kahe
Verse 3
Tumne hai jana nahi Hamain pahchana nahi La la la la...
Verse 4
Tum kitne din baad mile Tum itne din kahan rahe Jaanke kyon anjaan bane Koi usse kya kahe
Verse 5
Tumne hai jana nahi Hamain pahchana nahi La la la la...
Verse 6
Bade afsos ki hai baat Mile to milaaya bhi nahi haath
Verse 7
(Bade afsos ki hai baat Mile to milaaya nahi haath)-2
Verse 8
Baithe ho aankh chura ke Dekho to aankh mila ke Humko hai kya shikayat Khudh poochho to paas bula ke Poochh bhi lo na
Verse 9
Are tumne hai jana nahi Hamain pahchana nahi La la la la...
Verse 10
Tum kitne din baad mile Tum itne din kahan rahe Jaanke kyon anjaan bane Koi usse kya kahe
Verse 11
Are tumne hai jana nahi Hamain pahchana nahi La la la la...
Verse 12
(Koi nahi tha vo tum hi the Koi nahi tha vo hum hi the)-2 Hum tum ne jo dosti Seene main aag si thi Jane vo dillagi thi Ya vo dil ki lagi thi Tumne hai jana nahi Hamain pahchana nahi La la la la...
Verse 13
Tum kitne din baad mile Tum itne din kahan rahe Jaanke kyon anjaan bane Koi usse kya kahe
Verse 14