Aaye Hain Door Se
Verse 1
aashaa: aae hai.n duur se, milane hazuur se aise bhii chup na rahiye, kahiye jii kuchh to kahiye din hai ke raat hai rafii: haay ... tumase mehamaan kyaa, mujhape ahasaan kyaa laakho.n hii zulfo.n vaale, aatii hai.n gheraa Daale merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se ...
Verse 2
uTh ke to dekhiye, kaisii fizaa hai sharamaanaa chho.Diye, ye kyaa adaa hai rafii: taubaa ye kyaa faramaayaa mai.n to yuu.N hii sharamaayaa merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se ... rafii: o o o ... tumase mehamaan kaa ...
Verse 3
dikhatii hai roz hii, aisii fizaae.n mukha.De ke saamane, kaalii ghaTaae.n aashaa: koI chal jaae jaaduu, phir ham puuchhe.nge baabuu din hai ke raat hai ... rafii: o o o ... tumase mehamaan kaa ... aashaa: aa aa aa ... aaye hai.n duur se ...